HOW TO MAKE OWN STATUS VIDEO FOR WHATS APP OR INSTAGRAM

Gulshan Nandeshwar
By -

HOW TO MAKE TRAINING VIDEOS
HOW TO MAKE TRAINING VIDEOS

Trending image video status


Hello Friends,

Today i will show you some about how to make trading image video editing on your mod Kinemaster, You can change your image to your best whats app trainding stats and its make you cool video and awesome behind your friends.


So know we are going to starting to begin.

Namaste Dosto aaj hum jane ge ki aap apne image ko video me kaise badal sakte hy aap apna ek sunder sa whats aap status kaise bana sakte hy jisse aap apne aap ko ek selibrati jaisa feel hoo or ke dost us video ko dekh kr aap pe garve kare.


Me aap ko bata du ki hum Artical likhne se phle aap ko kuch bato ka dhyan rakhna hoinga jisse ki aap ko apne pure ye step ko karne me koi taklif naa aaye or aap apne image ko  ache se customaize kr ke apna.


Ek trainding video tyaar kar sake Artical me aap ko joo step follow krni hy aap ko vo points me smjha diya gya hy.



Phle aap na ek dashing sa photo ya ek achaa sa image click kare or edite kare jiska aap ko trainding video banaa hy aap us video ko aap apne whats app or bhut sari jaghoin per post kar sakte hy or apne dosto ko bhi bhej sakte hy jisse aap ko logo ko aap me ruchi hoingi  or aap alag lagoge.



Aap ko Material Treindig steps ke niche Miljayega aap ko phle kuch Task milege uske baad aap apne link ko click kr ke aap download kr sakte hy or pure material ko dwnload kr sakte hy jiss ki aap ko jarurat hoingi.



Video Link :- Video


HOW TO MAKE TRADING VIDEOS | HOW TO MAKE OWN STATUS VIDEO FOR WHATSAPP OR INSTAGRAM


  • Phle aap apne Image ko chose kr lo jis pe aap ko video bana hy uske baad aap ko kya karna hy.
  • Phir aap ko apna  kinemaster dwonload kare or use Open kare.
  • Phir ume Media me jake black image background add kare or screen me set.
  •  Uske baad aap ko layear me janana hy or apne us image ko add karna jisko aapne edit kiya thaa ya aap trainding video  bannaana hy.
  • Usko layer me jake photo me add krna hy fir usme apne marzi ke photo ke hisab se size ko set krna hy. -AND- Vignate dal sakte ho ye optional hy aap ko ager achha lage to aap vignat ya koi bhi shadow fram laga sakte ho.
  • Phir aap ko apne image me kuch logos add krna hy fir se aap ko layer me jana hy fir aap ko photo me jake logo ko add krna hy or uska size set krna hy.
  • Phir usko apne marzi ke mutabik aap ko apne logo ko ya koi bhi stiker ko add karna hy phir aap ko logo or sticker ko add kro or size ko set karo.
  • krne ke baad aap ko apne frram photo me edm movieving light ko add krna aap ko me discription me blow link mil jayega or aap usko vha se dwnload kr sakte hy. material krke link milega aap ko use download kr lena hy.
  • Phir aap ko layer me jake use set krna hy fir moving image pe jaake blounce me jana hy or fir uspe screeen option me click krna hy.
  •  Phir aap ko apne marzi ke mutabik ek color  ko set kr lena hy jisse image me or background me frak aaye or aap ka image me bahut hi fark nazar aayega.
  • Phir aap ko us ka voliume low pura 00 kr lena hy jisse back ground me sound na aaye or fir aapne music ko add kare jo aap ko pasand hy. media me jaake ,music ko choise kare or apne music ko add kare.
  • Uske ke baad aap ko appne music ke mutabik apne video me jis line me aap ko apna video me apne apna  music add kiya hy vhaa apko apna music video ke mutabik set karna hy.










Dosto yeah aap ke liye abhi tak ka naya video rha hoinga aasha hai aap ko yeah post me bhut kuch sikhne ko mila hoinga hum aap se anurodh karte hai ki aap ayse hi aage or bhi ache se humare post ko pdte rhe tatha unko or bhi prohitsaah karte rhe.


Aap ka yeah post padne ke liye dhanyawaad hum aap ko vishvaas dilate hai ki aage bhi hum aap ke liye kuch naye update late rheinge or aap ko bhut sare technology se lekar har trah ke new gaguts or internet se judi hr update ko jald se jald update dene ka pura kaam karege.


Hum ne apne or bhi channel banaye hai jisspe aap chahe to apne liye movie or alag alag prakar ki web serise bhi download kr sakte hai uska bhi link hum apne niche discription me de rhe hai taaaki aap ko dhundne me aasani ho or aap hum se jaldhi tech me trah sake iska hum puri prakar se dhyan rakhte hai.


Aap humare sath khi mt jainga buss jude rhiyega anyathaa aap ko nhi to aage aane wale updates ke bare me pata nhi chal painga or aap ko apne liye jitne bhi updates hai uska palan nhi kr painge isi liye aap ko khi jaane ki jarurat nhi hai yahi pe aap apne smsyahoo ka samadhan kr sakte hai.


hum ne yah ty kiya hai ki aap hume apna prohot saahan de or hume aage badne ke liye prohitsaah kare jisse ki aap ko or bhi acha parinaam milega.


Hum ne bhut hi hard work karne ka pryatn kiya hai jisse ki aap ko or bhi ache laabh dila sake or aap ko aage me hum update krte rhe jaisa ki aaj aap ne is video me dekha ki aap apne video ko kaise bana sakte hai or apne video ko kaise ayse hi bana ke apne whats app ya facebook ya twitter pr laga sakte hai to ayse hi aage badte rhe taki aap ko aage or support ho or wande matrram.


Thanks for Reading This Post 


last pefarance hope do you like this post and website then share and like and Comment in description any other Questions 

Thanks for your supporting my team and geting any help then please visit Contact us Page.

 

 Frequntly Ask Question

Q1: How can I create my own status video for WhatsApp or Instagram?

A1: You can use video editing apps like InShot or VivaVideo to trim, edit, and add effects to your clips.

Q2: What content is suitable for a compelling status video?
A2: Share snippets of your day, showcase talents, or use trending challenges to engage your audience.

Q3: Can I add music to my status video?
A3: Yes, most editing apps allow you to add music. Ensure you have the right to use the chosen track.

Q4: How do I customize the duration of my status video?
A4: Adjust the clip duration within the editing app to meet the platform's time limits (e.g., 15 seconds for WhatsApp).

Q5: What's the best format for exporting a status video?
A5: Save your video in a compatible format like MP4, ensuring optimal quality for sharing on WhatsApp or Instagram.